Tere Vaaste Lyrics from the movie Zara Hatke Zara Bachke. This new hindi song sung by Varun Jain, Shadab Faridi, Altamash Faridi and this latest song featuring stars Vicky Kaushal and Sara Ali Khan. Music composed by Sachin - Jigar and Tere Vaaste song lyrics are penned by Amitabh Bhattacharya. Tere Vaaste Lyrics Tere Vaaste Falak Se Main Chaand Launga Solah Satrah Sitaare Sang Baandh Launga Tere Vaaste Falak Se Main Chaand Launga Solah Satrah Sitaare Sang Baandh Launga Chaand Taaron Se Kaho Abhi Thehre Zara Chaand Taaron Se Kaho Ki Abhi Thehre Zara Pehle Ishq Lada Loon Uske Baad Launga Pehle Ishq Lada Loon Uske Baad Launga Tere Vaaste Falak Se Main Chaand Launga Solah Satrah Sitaare Sang Baandh Launga Ho.. Hum Hai Zara Hatke Janaab-e-Aali Rehna Zara Bachke Hmm.. Hum Hai Zara Hatke Janaab-e-Aali Rehna Zara Bachke Ho Dekha Jaaye Toh Vaise Apne Toh Saare Paise Rehke Zameen Pe Hi Vasool Hain Chehra Hai Tera Chanda Naina Tere Sitaare Ambar Tak Jaana Hi Fizool Hai Ambar Ta...
Phir Chala Lyrics from the movie Ginny Weds Sunny is recently released song sung by Jubin Nautiyal and music given by Payal Dev. Phir chala song lyrics are written by Kunaal Vermaa.
Jo humnawa the
Ab woh khafa hain
Kal humsafar the
Ab hain juda
Kyun ansuon se likhne lagi hain
Ab zindghani yeh dastaan
Pehle the hasse jitna
Ab utna bura lagta hai
Sab to kho gaya mujhse
Ab kiske liye rukna hai
Phir chala phir chala
Unn raahon se dil chala
Phir chala phir chala
Unn raahon se dil chala
Paane ki chaahat mein kho gaya
Khwabon ke hathon se dil gir gaya
Tooti jo neendein dikha hi nahi
Jaane kahan woh musafir gaya
Nikle the sahi karne hum
Phir bhi galat hi hua hai
Anjaane mein jaane kaise
Humse gunah ho gaya hai
Phir chala phir chala
Un raahon se dil chala
Phir chala phir chala
Un raahon se dil chala
Takdeeron ki is ladayi mein
Baithe hain rishte yeh haare huye
Bechare dil ko to poochho koyi
Iski khushi isko kya chahiye
Rehti thi jahaan raunak
Ab ghar woh soona pada hai
Woh jo khwaab dekha tha
100 tukdon mein toota pada hai
Film / Album: Ginny Weds Sunny
Lyrics by: Kunaal Vermaa
Singer: Jubin Nautiyal
Composer: Payal Dev

Comments
Post a Comment